Khatu Shyam Lyrics by Late Shree Rajeshwaranand Ji Maharaj.Dekh liya sansaar humne dekh liya.Sab matlab ke yaar humne dekh liya.Dekh liya sansaar humne dekh liya
Khatu Shyam Lyrics
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Sab matlab ke yaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Sab matlab ke yaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Mere Khatu Shyam tere paas khada
Mere Khatu Shyam hoon toota pada
Mere Khatu Shyam mujhe puccho zara
Kyun aansu se chehra na sookha zara
Dil se kitne khel gaye
Dardon mein dhakel gaye
Kisko bolun tere siva
Hum dard abhi bhi jhel rahe
Pyaar dosti aam hue
Badnaam Shyam sareaam hue
Jab daam bade mere kaam ke tab
ye rishte bhi neelaam hue
Nyaay karo hey Khatu Shyam,
Main vytha bhaar ko baantun aaj
Katha haar ki baantun ya
Main bata saans mita doon nath
Prabhu ne jaise kaat Shyam ko apna tha ye sheesh diya
Tha waise hi maine dil diya, logon ne ise cheez kiya
Tha jinko saunpa maine bhaorsa, unhone aage bech diya
Bharose ka maine murda deh Shyam ke aage pesh kiya
Log yehi hai soch rahe ki khel raha kya krida tu
Hasta hai tasveeron mein to gaanon mein hi peeda kyun?
Uthte hai sawal hazaron, peeth ke peeche kehte hai
Kya natak karta geeton mein ya sach mein sehta peeda tu?
Bechaini ke dhuein mein kahin arz mera na dikha paaye
Umeedon ka mere pairon tale ye farsh kahin na mit jaaye
Tumhe dikthi leharein sagar ki, anumaan nahi gehraai ka
Hasna padta logon mein na dard kisi ko dikh jaaye
Khatu Shyam ke aage ab to aas lagaye baithe hai
Saans thamaaye baithe hai, har baat bataye baithey hai
Duniya ki is kashamakash mein main bhi to kahin haar hoon par
Haare ka sahara….suna aapko kehte hai
Jis jis ka vishvaas kiya
Jis jis ka vishvaas kiya
Usi ne humein niraash kiya hai
Usi ne humein niraash kiya hai
Jis jis ka vishvaas kiya
Jis jis ka vishvaas kiya
Usi ne humein niraash kiya hai
Usi ne humein niraash kiya hai
Bankar rishtedaar humne dekh liya
Bankar rishtedaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Sab matlab ke yaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Dekh liya sansaar humne dekh liya
Khatu Shyam chaahe chheen praan
Tere bina Shyam mere ksheen praan
Mila chaahe kuch ya kuch na mile
Hathon mein likhai par teen baan
Tum hi se mili mujhe deenanath
Sang tere Khatu mujhe jeena saath
Chheena sath mere logon ne bhi khoob maana
Naam ne hi tere sila seena aaj
Khatu Shyam chaahe chheen praan
Tere bina Shyam mere ksheen praan
Mila chaahe kuch ya kuch na mile
Hathon mein likhai par teen baan
Nath meri umeed aap
Door karo meri peed nath
Lelo chaahe saansein ye
Par kripa teri na chheenna
Khatu Shyam ke aage ab to aas lagaye baithe hai
Saans thamaaye baithe hai, har baat bataye baithey hai
Kali kaal mein sath mere aap khade ho Khatu Shyam
Tabhi paap ke meghon mein mujhe puny dikhaai dete hai
Khatu Shyam ke aage ab to aas lagaye baithe hai
Saans thamaaye baithe hai, har baat bataye baithey hai
Duniya ki is kashamakash mein main bhi to kahin haar hoon par
Haare ka sahara….suna aapko kehte hai