Na Manzoori Lyrics Ash King
Na Manzoori Lyrics Ash King

Na Manzoori Lyrics by Ash King is latest Album song with music given by Sundeep Gosswami. Na manzoori song is written by Naveen Tyagi and video is directed by Dhruwal Patel. Main song words are Kaisi bhi ho yeh doori dete hain na manzoori humne kiya hai vaada sath ka har dafa.

Na Manzoori LyricsAsh King

Tera aur mera rishta hai aasmaani
Sikwe zameeni bewajah
Duniya sunegi ek dooje ki zubani
Apne dilon ki dastan

Boond sa main hua
Aur bani tu ghata
Haan main hoon tujh sa
Aur hai tu mujh sa

Kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai vaada
Sath ka har dafa

Kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai vaada
Sath ka har dafa

Vaade iraade shartein hain aazmani
To phir hai kya fayada
Ho jaane anjane humne yeh baat maani
Kyun na jiyein ba-kayada

Main hua tinke sa
Aur bani tu hawa
Behte hain dono
Rehte hain dono

Kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai vaada
Sath ka har dafa

Kaisi bhi ho yeh doori
Dete hain na manzoori
Humne kiya hai vaada
Sath ka har dafa

STUDENT LIFE LYRICS – ROMEY MAAN

Follow me on Blogarama

By Admin