Muskurana Bhi Tujhi Se Sikha Hai Song Lyrics
Muskurana Bhi Tujhi Se Sikha Hai Song Lyrics

Muskurana Bhi Tujhi Se Sikha Hai Song Lyrics By Akhil Sachdeva and Mansheel Gujral. Main song words are Oh muskurana bhi tujhi se sikha hai dil lagane ka tu hi tareeka hai.

Muskurana Bhi Tujhi Se Sikha Hai Song Lyrics

Sun zaalima mere saanu koi darr na
Ki samjhega zamana
Oh tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahi umrr bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye

Jitni haseen ye mulakatein hai
Unse bhi pyari teri baatein hai
Baaton mein teri jo kho jaate hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi haaye

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar

Zaalima tere ishq ch main
Ho gayi aan kamli haye

Main toh yoon khada kis
Soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana

Chupke se aake tune
Dil mein sama ke tune
Chhed diya kaisa ye fasana

Oh muskurana bhi tujhi se sikha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Bahon mein hai teri zindagi haaye

Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga khuda
Ki teri galliyon mein iss qadar
Aaunga har paher

Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahi umrr bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye

Zaalima tere ishq ch main

Aaj Ruswa Teri Galiyon Mein Song Lyrics

Follow me on Blogarama

By Admin