Gehra Samandar Dil Duba Jisme Song Lyrics.Arre abhi abhi pyara sa chehra dikha hai.Jaane kya kahun uspe kya likha hai.Gehra samunder dil dooba jismein.Ghayal hua main uss pal se ismein

Gehra Samandar Dil Duba Jisme Song Lyrics.

Arre abhi abhi pyara sa chehra dikha hai
Jaane kya kahun uspe kya likha hai
Gehra samunder dil dooba jismein
Ghayal hua main uss pal se ismein

Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re x (2)

Dil ko hazaron baandhe the dhaage
Par paaji nikla yeh humse aage
Hua kya hai, hua kya hai humko

Ek pal yeh daude, ek pal yeh bhaage

Bhor ho jaaye tab naina jaage
Hua yeh hai, hua hai yeh samjho
Dil dil ke milte sanche aur khanche
Jo hai banata upar se jaake
Batti hai na hai dhoop na kasoor, na kasoor

Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Naina da kya kasoor, ve kasoor, ve kasoor
Ae dil tu bata re

video song

Follow me on Blogarama

By Admin