Chand Ka Tukda Lyrics
Chand Ka Tukda Lyrics

Chand Ka Tukda Lyrics by Tony Kakkar is latest song with music given by him. Chand ka tukda song lyrics are written by Tony Kakkar and video is directed by Prathmesh Sampada and Chaukekar.

Chand Ka Tukda Lyrics – Tony Kakkar

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda

Duniya kehti tumko chand ka tukda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Ghar se na niklo tum kabhi bhi shaam ko
Bhool jaynge log dekhna chand ko
Bina singaar kitna chehre pe noor hai
Maikhanon mein bhi nahi woh
Nainon mein saroor hai
Nainon mein saroor hai

Nahi dekhna Taj Mahal ab
Dekh liya tera tera mukhda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

Suraj ki laali tere hothon pe rehti hai
Nadiya diwani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan khuda ne tarasha hai
Tujhe kya pata tera samandar bhi pyasa hai
Samandar bhi pyasa hai

Singaar ki nahi zarurat
Kitna sundar mukhda
Nasamajh hain woh unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda

https://youtu.be/dMr09aTs-Ao

Beat Pe Thumka Lyrics – Jyotica Tangri

Follow me on Blogarama

By Admin