Mujhme Safar Tu Karti Rahe Lyrics
Mujhme Safar Tu Karti Rahe Lyrics

Mujhme Safar Tu Karti Rahe Lyrics By Arijit Singh And Palak Muchhal. Main song words are Mujh Mein Safar Tu Karti Rahe Har Ek Saans Mein Guzarti Rahe Shaam O Subah, Tu Mera Tere Bina, Kya Mera.

Mujhme Safar Tu Karti Rahe Lyrics

Mujh Mein Safar Tu Karti Rahe
Har Ek Saans Mein Guzarti Rahe

Shaam O Subah, Tu Mera
Tere Bina, Kya Mera
Do Jismo Jaan, Ek Hain
Na Hona Kabhi Tu Juda

Teri Meri Kahaani
Hai Baarishon Ka Paani
Banke Jo Ishq Barse
Teri Meri Kahaani..(2x)

Dekho Na Kaisi
Ijaazat Mili Hai
Ek Doosre Mein
Hifaazat Mili Hai

Jeene Ki Saare
Zaroorat Mili Hai
Ye Jaam Hi Hai
Jaisa Yunhi Hamesha
Hamesha Rahe Jis Tarah

Shaam O Subah, Tu Mera
Tere Bina, Kya Mera
Do Jismo Jaan, Ek Hain
Na Hona Kabhi Tu Juda

Teri Meri Kahaani
Hai Baarishon Ka Paani
Banke Jo Ishq Barse
Teri Meri Kahaani..(2x)

Mujh Mein Safar Tu Karti Rahe
Har Ek Saans Mein Guzarti Rahe

Humse Ye Jo Bhi
Harqat Huyi Hai
Mohabbat Mohabbat
Mohabbat Huyi Hai

Kuch Itne Hai Hum Tum
Kami Kuch Nahi Hai
Jitna Bhi Jeena Hai
Tujhko Hi Jeena Hai
Jeete Rahe Jis Tarah

Shaam O Subah, Tu Mera
Tere Bina, Kya Mera
Do Jismo Jaan, Ek Hain
Na Hona Kabhi Tu Juda

Teri Meri Kahaani
Hai Baarishon Ka Paani
Banke Jo Ishq Barse
Teri Meri Kahaani..(2x)

Hosh Baaton Ka Aksar Nahi Tha Lyrics

Follow me on Blogarama

By Admin