Jis Din Aadat Banenge Ussi Din Hi Chhor Denge Lyrics ft Nora Fatehi by Parampara Tandon. Ho man bhar gaya hai jo humse Saare rishte tod denge Jis din aadat banenge Ussi din hi chhor denge.
Jis Din Aadat Banenge Ussi Din Hi Chhor Denge Lyrics
Dil toota lekar
Muskura ke chalna sikha diya
Dhokhe ne tere hamein
Sambhalna sikha diya
Ho man bhar gaya hai jo humse
Saare rishte tod denge
Jis din aadat banenge
Ussi din hi chhor denge
Ho man bhar gaya hai jo humse
Saare rishte tod denge
Jis din aadat banenge
Ussi din hi chhor denge
Ho hasne na denge tumhein
Rone na denge
Pal pal baad yaad ayenge
Sone na denge
Na yaqeen kisi pe bhi
Tum kabhi kar paaoge
Kuchh is tarah se tumko
Dil hi dil mein tod denge
Ho man bhar gaya hai jo humse
Saare rishte tod denge
Jis din aadat banenge
Ussi din hi chhor denge
Dil lagane ke liye chale jana
Gairon ki tum baahon mein
Yaad meri hi ayegi
Dekhoge jab tum unki nigaahon mein
Ho na chhupa paoge tum
Aansu itne denge
Dard banke hum tumhare
Zehan mein utrenge
Maut se mila ke tumko
Zinda hi chhod denge
Hashra pe laake kisse ko
Haseen mod denge
Ho man bhar gaya hai jo humse
Saare rishte tod denge
Jis din aadat banenge
Ussi din hi chhor denge
Marte huye ko bikharte huye ko
Tadapta hua chhod ke
Arre tum kya janoge
Kitna maza aata hai dil tod ke
Aane na denge
Ankhon mein apni hum nami
Arey ban’ne na denge
Tumko hum apni kami
Na koyi sawaal karna
Na koyi jawaab denge
Ginte ginte thak jaoge
Zakhm behisab denge
Chhor denge
Chhor denge