Chattar Pattar Song Lyrics
Chattar Pattar Song Lyrics

Chattar Pattar Song Lyrics from Shikara is the latest song sung by Mika Singh. Chattar Pattar Song lyrics are written by Raqueeb Alam and music is given by Rohit Kulkarni.

Chattar Pattar Song Lyrics – Mika Singh

Ho dhada dhad dhadka
Mera dil jo tujhe dekha
Mere seene mein baje daadre ka theka
Zara jam ke to hila
Zara thumke to laga
Zara haule se maar de
Kamar se thokar

Tere raseele in hothon ko dekhun to
Munh mera karta hai
Chattar pattar, chattar pattar
Chattar pattar, chattar pattar

Khulla hai dil ka shutter
Andar aa jaan-e-jigar
Karle tu latar pattar loot khazana
Halla yeh shor na kar
Baaton se bore na kar
Kaisa yeh agar magar chhod bahana

Haaye aakhon se vaar kare
Dil ka shikaar kare
Kishton mein pyar kare
Kya hai bata reason

Mauj ka mahaul hai
Romance ka hai season
Mere sang tu gutar gutar
Karle meri pigeon

Tere raseele in hothon ko dekhun to
Munh mera karta hai
Chattar pattar, chattar pattar
Chattar pattar, chattar pattar

Khulla hai dil ka shutter
Andar aa jaan-e-jigar
Karle tu latar pattar loot khazana
Halla yeh shor na kar
Baaton se bore na kar
Kaisa yeh agar magar chhod bahana

Haye gussa gurur na kar
Bande ko door na kar
Kaahe tu ghadi ghadi
Aankh dikhati hai

Meri masoom nazar dekhe kisi ko agar
Mujhko tu dekhte hi daant chabaati hai
Apne deewanon ke beech game karaati hai
Sabko jitaati hai magar mujhko haraati hai

Tere raseele in hothon ko dekhun to
Munh mera karta hai
Chattar pattar, chattar pattar
Chattar pattar, chattar pattar

Khulla hai dil ka shutter
Andar aa jaan-e-jigar
Karle tu latar pattar loot khazana
Halla yeh shor na kar
Baaton se bore na kar
Kaisa yeh agar magar chhod bahana

Ho dhada dhad dhadka
Mera dil jo tujhe dekha
Mere seene mein baje daadre ka theka
Zara jam ke to hila
Zara thumke to laga
Zara haule se maar de
Kamar se thokar

Tere raseele in hothon ko dekhun to
Munh mera karta hai
Chattar pattar, chattar pattar
Chattar pattar, chattar pattar

Khulla hai
Andar aa
Karle tu
Loot khazana
Shor na kar
Bore na kar
Agar magar

You can also read the lyrics of mehrama song from love aaj kal

Follow me on Blogarama

By Admin